Aapke Paas Computer Ya Laptop Hoga To Aapne VLC media player Naam To Zarur Suna Hoga.┬аVLC media player Me Kisi Bhi Format Ka┬аVideo ya Mp3 Play Kar Sakte Hai.┬аVlc Media Player Sabse Jyada Popular Player Hai. Lekin Aaj Main Aapko Bataunga Ki Vlc Media Player Me Youtube Ka Video Kaise Dekhte Hai.┬аVLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ?
Read This:┬а502 Bad Gateway Error рдХреНрдпрд╛ рд╣реИ ( рдФрд░ рдЗрд╕реЗ Fix рдХреИрд╕реЗ рдХрд░реЗ )?
VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ?
Sabse Pahle Aap Apne Computer Ya Laptop Ke Browser Me Youtube┬аKo Open Kare. Aur Apne Man Pasand Gaane Ko Search Karke Play Kare. Play Hone Ke Baad Us Video Ke Link Ko Copy Karle.
Ab Apne Computer Me Vlc Media player Ko Open Kare. Uske Baad Vlc Media Player Me Media┬аOption Par Click Karke Ab Open Network Stream Par Click Kare.
Ab Aapke Samne Ek Tab Khulega. Please enter a network URL┬аKe Niche Box Me Youtube Ke Link Ko Paste Kar De. Aur Play Par Click Kar De.
Kuch Seconds Wait Kijiye Video Apne Aap Vlc Media Player Me Chalne Lagega.
┬аhum ummid karte hai ki aapko VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ke baare me pata chal gaya hoga .