Youtube ek bahut badi site hai or youtube se log video dekhate hai. or youtube se video dekhane ke saath jo bhi hum video dekhate hai use download kar rakh lena chahate hai . aise me agar software na ho to es tarike se bina software ke youtube se video download kar sakte hai. or jab chahe dekh sakte hai. To aaiye aaj ham aapko batate hai ki youtube se video kaise download kare wo bhi bina kisi sofware ke. ham niche me tips 1 2 kar ke bata rahe hai jisko follow kar ke aap without software ke youtube se video download kar sakate hai. Youtube Video kaise download kare?
Read This: Facebook Par Account Kaise Bnaye
1. sabse pahle aap yotube kholiye or apne pasand ke video ko play kijiye
2. youtube pe video kholne ke baad https://www. ye hata De.
Uske baad https://www. hatane ke Baad Us jagah Pe ss laga de.
Uske baad enter button Dabaye Fir Aap apne Anusar video Ka format Select Kar Download Par Click Kare aapka
Video download hone lagega.
To Aap Es Tarah Se bina software ke youtube se video download kar sakate hai.
bahut achcha tareeka bataya aapne thanks … lekin ek or easy method hai jo me aksar use karta hu
bahut hi badiya jankari aapne ji hai aapka ye post padh kar maza aa gaya. mai ummed karta hu ki aap Aage bhi iss tarah ke post publish karte rahege. aapka dil se dhnewaad iss badiya post ke liye..
Wah sir isse pahle I use a software to download but now I can download without using software.
thanks Bhai G is post ke liye
wow, nice information very helpful to me.
thank you
Comments are closed.