Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Kare

1
Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Kare

Dosto Aaj Main Aapko Batane Jaa Rha Hun Ki Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Karte Hain. Facebook Add Friend Button Ka Matlab Jis par click kar Ke Friend request Bhejte Hain. Fabcook Social networking Site Hain. Facebook par Abhi Aisha Ho gya Ki Log Is Par Roz Fake ID Banakar Friend Request Bhejte Rehate hai. Agar Aap Chahte Ho Ki Koi  Dusra Aap Ko Friend Request Nahi Bheje To Aap Facebook Profile Se Add Friend Button Ko Hide Kar Sakte Hain. Ye Bahut Hi Asan Tarike Se Hide Kar Sakte Hain. Add Friend Button Ko Hide Karne Se Aap Ko Koi dusra Aadmi Friend Request Nahi Bhej Sakega. Isse Hum Apne Facebook Account Ke Setting Se Kar Sakte Hain.To Dosto Aaiye Hum Aapko Batate Hian Ki Facebook Add Friend Button Ko Hide Kaise Karte Hain. Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Kare ?

Read This: Facebook में अपने सभी Photos और Data को एक साथ डाउनलोड करने का तरीका

Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Karte Hai

Sabse Pahle aap Apne Facebook Account Ko Login Karein. login karne ke Baad Aap Settings Par Click Kare.

Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Kare

Settings Par Click Karne Ke Baad Ek Page Khulega Usme Privacy Par Click Kare.

Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Kare 2

Uske Baad Who Can Contact me Edit Par Click kar Friends Of Friends Select Kare.

Facebook Par Add Friend Button Ko Hide Kaise Kare 3

Fir Automatic Facebook Add Friend Button Hide Ho Jaayega. Ab Aap Dekh Sakte Hain Ki Aap Ka Facbook Add Friend Ka Button Band Ho Gya Hoga.

1 COMMENT

Comments are closed.