VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe

0
VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ?

Aapke Paas Computer Ya Laptop Hoga To Aapne VLC media player Naam To Zarur Suna Hoga. VLC media player Me Kisi Bhi Format Ka Video ya Mp3 Play Kar Sakte Hai. Vlc Media Player Sabse Jyada Popular Player Hai. Lekin Aaj Main Aapko Bataunga Ki Vlc Media Player Me Youtube Ka Video Kaise Dekhte Hai. VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ?

Read This: 502 Bad Gateway Error क्या है ( और इसे Fix कैसे करे )?

VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ?

Sabse Pahle Aap Apne Computer Ya Laptop Ke Browser Me Youtube Ko Open Kare. Aur Apne Man Pasand Gaane Ko Search Karke Play Kare. Play Hone Ke Baad Us Video Ke Link Ko Copy Karle.

VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe

Ab Apne Computer Me Vlc Media player Ko Open Kare. Uske Baad Vlc Media Player Me Media Option Par Click Karke Ab Open Network Stream Par Click Kare.

VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe 1

Ab Aapke Samne Ek Tab Khulega. Please enter a network URL Ke Niche Box Me Youtube Ke Link Ko Paste Kar De. Aur Play Par Click Kar De.

VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe 2

Kuch Seconds Wait Kijiye Video Apne Aap Vlc Media Player Me Chalne Lagega.

 hum ummid karte hai ki aapko VLC media player Me Youtube Ke Video Ko Kaise Dekhe ke baare me pata chal gaya hoga .