Top 10 Best Antivirus Android Phone Ke Liye

0
Hello Friends Aaj Main Aap Ko Batane Jaa Rha Hun Android Phone Ke Liye Top 10 Best Antivirus Ke Baare Me, Jaisa Ki Aap Jaante Hai Ki Android Ke Users Din Ba din Badhte Jaa Rahe Hai. Jaisa Ki Aap Jaante Hai Samsung, Goole Nexus, HTC Aur Bhi Mobile Comanyo Ke Baare Jaante Honge, Android Mobile Ki Popularity Sirf Goole Ki Play Store Ki Wajah Se Hai. Goole Playstore Ke Pass Million Usefull Apps Aur Games Hai. Lekin Kai Android Device Me unwanted Virus Hote Hai. Aur Anya Malware Ke Roop Me Jo Aap Ki Device Aur Data Ko Effect Kar Sakta Hai. Isliye Main Aapko Apne Android Device Ki Better Security Badhane Ke Baare Mein Bata Rha Hun. Jis Se Aap Apni Android Phone Ko Safety Rakh Sakte Hai. Main Aapko Best android Antivirus Ke Baare Me Bata Raha Hun. Jis Aap Apni Device Ko Puri Tarah Se Secure Rakh Sakte Hai, Isliye Ab Main Aapko Batane Jaa Rha Hun Best Antivirus Ke Baare Me Jo Aapke Anroid Device Ko Secure Rakhega. Top 10 Best Antivirus Android Phone Ke Liye ? 
Top 10 Best Antivirus Android Phone Ke Liye                                               Top 10 Best Antivirus Android Phone Ke Liye

1. Avast Antivirus – Avast PC Aur Smartphone Ke Liye Sabse Achha Security Tool Hai. Isliye Avast software Ko Pc Aur Android Ke Liye Highly Rated Diya Gya Hai. Ye Sabhi Alag Alag Device Me Behatar Security Provide Karte Hai. Anroid Mobile Me Avast App Ko Backup Device Sahit Sabse Accha Security Provide Kiya Gya Hai. Avast Antivirus Do Version Me Hai Ek Free Me Aur Dusra Aap Paise Bhi Kharid Sakte.

Download Avast Antivirus

2. Bitdefender Mobile Security – Bitdefender Mobile Security Pc,Tablet Aur Android Device Ke Adhik Download Hone Wala Aur Sabse Accha Antivirus Hai. Ye Sabhi Antivirus Software Companiyo Ke Liye Sabse Badi Pratiyogi Me Se Ek Hai. Bitdefender sabhi download Apps Ko Automatically  Scan Kar Leta Hai. Bitdefender Ke Iss Features Dusre Ki Tulna Me Android Antivirus Ko Top Rated Diya Gya Hua Hai. Bitdefender Ke Pass Android Devices Ke Liye Free version Hai.

3. Kaspersky Antivirus – Kaspersky antivirus Hamare Android devices Ko Bahut Acchi Tarah Se Protect Karti Hai. Yah Apps Pc Android Devices Ke Liye Sabse Most And Trusted Antivirus Software Hai. Kyuki Ye Solid Security Protection Ke Liye Famous Hai. Aur Wo Apne Database Ko Lagatar New Version Updated Karte Rhete Hai Kyonki Wo Behatar Security Protection Karte Hai.

Download Kaspersky Antivirus

4Norton Mobile Security – Jaisa Ham Sab Jaante Hai Norton Antivirus Ek Famous Aur Trusted Company Hai. Pc or Android Phone Ke Liye Norton Best Antivirus Hai. Lekin Jaisa Ki Kai Users Ko Probelm Ka Saamna Karna Padta Hai, Lekin Sirf Norton Thora Sa Bhari Aur Bhaut Jydaa Ram Ka Use Karta Hai, Lekin Norton Handset Ke Liye Ek Achha Aur Suitable Antivirus Hai. Norton Antivirus Ko Aap Do Tarike Se Download Kar Sakte Ek To Free Download Aur Premium Yaani Karid Kar Use Kar Sakte Ho.

5. AVG Antivirus – AVG Antivirus PC Or Mobile Liye Sabse Badi Aur Vishal Security Hai. Main AVG Ke Baare Mein Jaanta Hun Wo Pc Ke Liye Kaafi Helpful Hai, Aur Smartphones Ke Liye Kaafi Facilities Provided Karti Hai. Lekin AvG Kuchh Best Features Listed Jaari Ki Hai Jo Desktop Ke Liye Better Protection Provide Karti Hai. AVG Antivirus Sms Ko Bhi Real Time Scanning Karati Hain. AVG Smart Phone Ke Liye Freeware Hai.


6. McAfee Security– McAfee Security Better Protection Karti Hai, Dusre Antivirus Ke Mukabale Mein.Ye Sabse Badi Antivirus Software Company Hai. Yah PC Ke Liye Famous Hai. Ye Jydaatar Web Surfing Aur Website Malware Ka Pata Lagane Me Kaam Karti Hai, McAfee Security Kayi Company Dwra Used Kiya Jaata Hai. McAfee Antivirus Scanning Ki Facility Aur Antivirus Scanning Ki Tulna Me Sabse Best Hai.McAfee Security Anti-Thief Aur Backup features Protection Provide Karti Hai.Lekin Hum McAfee Security Ko Free Me Download Karna Chahe To Free Me Bhi Kar Sakte Hai. Aur Ise Kharidne Ke Liye Hume Per Year $30 Chukani Padegi.

7CM Security – CM Security Apps World Ka Sabse Popular Apps Hai. Aur Haan Sabse Acchi Baat Ye Hai Ki Iss Security Ke Saath Aap Apne Phone Ki Apps Ko Bhi Lock Kar Sakte Hai. Aur Isliye Ye Sabse Popular apps Hai. Isko Istemaal Kar Ke Aap Apne Mobile Ko Virus Se Bhi Bacha Sakte Hai. Ye Apps Android Ke Liye Sabse Must Aur Try Karne Wala Antivirus Hai.

8360 Security – 360 Security Ek free Antivirus Hai Jo Smartphones Ko hamesh Secure Rakhta Hai. Iske Boost Features Ke Dwara Aap Apne Phone Ki Speed Badha Sakte Hai. Isme Battery Feature Bhi Jisme ye Ye Unwanted Apps Ko Stop Kar Ke Battery Save Karta Hai. Is Antivirus Ko Aap Google Playe Store Se Free Me Downlad Kar Sakte Hai.

Download 360 Security

9. Avira Antivirus Security – Avira PC Ke Liye Ek Famous Antivirus Software Hai. Ek Mahaan Antivirus Application Hone Ke Bawajood Yah Bhi Ek New Modern Security Features Hai. Avira Antivirus Apne Data Secure Rakhta Hai. Aur Apni Privacy Ko Protect Karta Hai. Aur Apne PC Malware Se Free Rahta Hai.

Download Avira Antivirus Security

10. Eset Mobile Security And Antivirus – Eset Mobile Security Aur Antivirus Ek Mahaan Antivirus Apps Hai. Eset Mobile Security Antivirus Bhi Ek Premium Offers Pradaan Karta Hai. Jo Anti Theft Aur Different Features Pradaan Krta Hai. Isliye Android Users Ko Try Karni Chaiye Ki Eset Mobile Antivirus Hamare Liye Sahi Hai Yaa Nahi.