Twitter Kya hai
Twitter Ek Social Networking Website Hai. facebook ke baad dusra sabse bada social networking Website Hai. Jaise Facebook Par Hum Add Friend Karke Friends Ko Request Bhejte Hai. Twitter Me Follow Kare. Facebook ki Tarah Aap is par jyada words me post nahi likh sakte. Twitter par hame agar koi post karna hai to 140 words me hi karna hai. Twitter account kaise banaye ?
Read This: Facebook Par Account Kaise Bnaye
Twitter Par Account Kaise Banaye
twitter par account bnane ke liye sabse pahle twitter.com par jaye. Twitter.com Par jaane ke baad aapko Sign up par click karna hai.
Sign up par click karne ke baad ek page khulega jisme.
- Aapko apna Full name daalna hai.
- phone or Email dono me koi ek daale.
- Password koi acha sa daal de.
- Sign up button par click kare.
Sign up par click karne ke baad Ab Twitter aapki verification ke liye aapka Mobile number mangega. apna mobile number yaha dale. mobile number dalne ke baad Next Par Click Kare.
Next Par Click Karne ke baad apke mobile number par code aayega jise yaha dale. uske baad Verify par click kare.
Verify hone ke baad choose a username puchega. Username ( twitter username banega twitter.com/aapkausername) usename choose karne ke baad Next Par click kare.
Ab aapka account ready ho gya Lets’ go! par click kare.
Agar Aapko koi dikkat hoti hai twitter account bnane me to hame comment karke bataiye.