Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai

0

Dosto Aaj Ke Is Post Me Batane Jaa Rahe hai Ki Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai. Aaj Ke Jamane Me Whatsapp Har Kisi Ke Android Phone Me Hota Hai. Whatsaap Ki Logo Me Chah Badhti Jaa Rahi. Whatsapp Sabse Jaydaa Use Hone Wala Apps Hai. Whatsapp Me Har Din Kuch Na Kuch Update Hota Rahata Hai. To Aaj Hum Is Post Me Baat Karenge Ki Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hain. Waise To Whatsapp Ne Iss Feature Ko Launch Nahi Kiya Hain, Lekin Is Par Kaam Chal raha Hai. Jo Jalad Hi Whatsapp Me Video Call Update Kar Diya Jaayega. Lekin Aaj Bhi Hum Whatsapp Se Video Call Kar Sakte Hain. Jiske Liye Booyah Naam Ka Apps Download Karna Hoga Jiske Madad Se Hum Whatsapp Video Call Kar Sakte Hain, To Aaiye Hum Aapko Batate Hai Ise Use Kaise Karte Hai. Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai ?

Read This: Whatsapp Chats को Hide और Unhide कैसे करे

Sabse Pahle Aap Playe Store Me Jaaye Aur Waha Search Kare Booyah Video Chat Uske Baad Apps Download Kare

Ab Install Hone Ke Baad Apps Ko Open Kare Aur Start Now Par Click Kare.

Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai 1

Start Now Par Click Karte Hi Aap Ke Cell Phone Me Camera Open Ho Jaayega, Aur Aap Se Friend Add Karne Ko Batayega.

Whatsapp Se Video Call Kaise Karte Hai 2

Jaise Hi Aap Add Friends Par Click Karenge Aap Ke Phone Me Option Aa Jaayega Aur Aap Jis Se Bhi Video Call Karna Chahte Hai, Usko Invite Kare Invite Karne Par Booyah Apps Ka Link Aap Ke Friends Ke Paas Jaayega. Aur Wo Booyah Apps Download Kar Lete Hain, To Aap Ek Dusre Se Video Call Kar Sakte Hai, Aur Iss App Se Group Video Call Bhi Kar Sakte Hai. To Ab Aapko Pata Chal Hi Gya Hoga Ke Booyah Apps Ke Bina Hum Whatsapp Video Call Nahi Kar Sakte Hai.

Dosto Hamari Ye Post Aap Ko Kaisi Lagi Aap Niche Diye Gaye Comment Box Me Comment Kar Ke Bata Sakte Hai.