Facebook Auto Play Video Kaise Band Kare

1

Aaj Main Sabhi friends ko ye bataunga ki facebook account kholne par hamare facebook account par apne aap video play ho jata. jaise ye kuch logo ko pasand aaya hai aur kuch logo ko nahi. kyon ki apne aap video play ho hane par internet data jald khatam ho jata hai. to aap log is tarah apne aap video play ho jane par rok sakte hai. niche diye steps ko follow karke band kar sakte hai. Facebook Auto Play Video Kaise Band Kare ?

Read This: Facebook Messenger में Sent Message को कैसे डिलीट करे

Sabse pehle aap apne facebook account ko login kijiye. facebook account login ho jane ke baad. daaye taraf upar ek icon dikhega us par click kare.

Facebook Auto Play Video Kaise Band Kare1

daaye taraf icon par click karte hi aapke samne ek list khulegi. usme se aap Settings par click kare.

Facebook Auto Play Video Kaise Band Kare2

Settings par click karte hi aapke samne ek page khulega. jisme baayi taraf Videos ke Naam par click kare.

Facebook Auto Play Video Kaise Band Kare3videos par click karte hi ab aapke samne do option dikh rha hai. upar Video Default Quality uske baad niche Auto-Play Videos isme se aapko Auto-Play Videos Ke Samne Default dikh rha hoga us par click karke Off Ko Select Kar le.

Facebook Auto Play Video Kaise Band Kare4

to is tarike se aapke facebook account me apne aap videos play hona band ho jayega.

1 COMMENT

Comments are closed.